Ground beef

Steps to Prepare Appetizing Qeema Kachori

  • By Annie Cooper
  • 06 Nov, 2019
Steps to Prepare Appetizing Qeema Kachori
Steps to Prepare Appetizing Qeema Kachori

Hello everybody, I hope you are having an amazing day. Today I will show you how to prepare a special dish, Qeema Kachori. It is one of my favourite food recipe, this time i’am gonna make it a little bit tasty. This will be really delicious.

Qeema Kachori Recipe.

You can cook Qeema Kachori using 25 ingredients and 17 steps. Here is how you cook that.

Ingredients of Qeema Kachori

  1. Prepare of For Dough.
  2. Prepare 2 cup of all-purpose flour.
  3. It’s 1 cup of Semolina.
  4. Make ready 3-4 Tbsp of Milk.
  5. You need 1/2 Tsp of carom seeds.
  6. Make ready 1/2 Tsp of Cumin seeda.
  7. You need 1/2 Tsp of Salt.
  8. Prepare 1/2 Tsp of Nigella seeds.
  9. Make ready 1/4 Tsp of Baking powder.
  10. You need 3 Tbsp of Cooking oil.
  11. You need of Water as required.
  12. Make ready of For Filling.
  13. Take 2 Tbsp of Cooking oil.
  14. It’s 1 Tbsp of Garlic paste.
  15. You need 300 g of boiled ground beef.
  16. You need 1 Tbsp of Chili Flakes.
  17. Make ready 1/2 Tbsp of Chopped coriander.
  18. Take 1/4 Tbsp of Turmeric powder.
  19. Make ready 1/4 Tbsp of Salt.
  20. Make ready 1/2 Tbsp of Black pepper.
  21. Prepare 1/2 Tbsp of Cumin seeds.
  22. Make ready 1/4 Tbsp of Mango powder.
  23. Prepare 1/2 cup of Green onion.
  24. It’s 1/2 cup of Cabbage.
  25. You need of Cooking oil for fry.

Qeema Kachori step by step

  1. SB se pehly Ak bowl mein maida, suji or doodh dalen,.
  2. Sath he is mein ajwain, zeera, namak,.
  3. Kalongi, or 2 tbsp cooking oil dal ke mix karen,.
  4. Phir is mein baking powder dalen or thora thora pani dal ke gund Lein,.
  5. Phir is ki Ak dough banaen or 1 Tbsp cooking oil dal ke cover kar ke rakh dein 10 se 15 mint take,.
  6. Jab take ap dough ko rest dein tab take ap kachoirion ki filling taiyar kar lein, to filling taiyar karne ke liey SB se pehly pan mein cooking oil ko garam Karen phir is mein lehsan ka paste dalen or 1 se 1.5 mint take fry Karen,.
  7. Phir is mein ubla hua qeema dalen (qeemy ko thora sa namak dal ke ubalen).
  8. Sath he is mein kutti hue all Mirch, kutta hua dhaniya, haldi powder,.
  9. Namak, Kali mirch, zeera,.
  10. Or amchoor powder dal ke 4-5 mint take fry Karen, phiria ko Ak bowl mein nikal Lein,.
  11. Then is mein hari pyaz or band Gobhi dal ke mix Karen (Ager ap ye dono cheezen kache nh khaty to is ko qeemy ke sath fry karen) hamari stuffing taiyar..
  12. Ab dough ko khol Lein or achi tarhan gund lein, phir is ko equally parts mein divide Karen,.
  13. Or is ke pairy bana lein,.
  14. Phir Ak paire ko uthaen or unglion ki madad se is tarha bara Karen phir is ke center mein filling ko bharen or is ko corner se pakar ke center mein laen,.
  15. Phir is ko band Karen or dobara hath ki madad de dabate hue bara Karen or kachori ki shape dein, isi tarhan sari kachorion ko banaen,.
  16. Sari kachorian banane ke bad pan mein cooking oil ko garam Karen phir is mein kachorion ko dal ke golden brown hone take fry Karen,.
  17. Jab ye golden brown ho Jaen to is ko nikal lein or ketchup ke sath serve karen, Mazeedar qeema kacori taiyar hn..